Age: 124
7822 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0
Location:
Lahore, Pakistan
bas issi tarha post kertay jain jaisay yeh sab ki hain sirf is baat ka khayal rakhain kay jo bhi topic aap post kerain oon ki sahi jagha per karain aur ager phir bhi aap ko koi problem ho to hum hain na
Age: 124
7822 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0
Location:
Lahore, Pakistan
I again repeat it is not for appreciation just for inspiration
I gave my 10 dresses in an Army camp aur yeh inspiration mujhay Sabz pari say milli jis nay kal mujhay bataya kay oos nay apni shadi main milnay walay sab bister jo abhi packed thay ,blankets,apnay aur apnay husband kay sweeteres sab aik relief camp main day diye.mashallah Allah hum sab ko bhi toufiq ata fermaye Ameen
Age: 124
7822 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0
Location:
Lahore, Pakistan
jab yeh topic start hua main nay 2 pages tak reply kya but jab main after sunday aaye is kay 12 pages ho chukay thay aur meray pass sab page parhnay ka waqt nahin laikn
saturday say lay ker ab tak im 2 depressed musalsil geo, cnn, indus news, ptv per news reports daikh daikh ker aur akhbaar parh parh kay mera dimagh saath chhor raha hai her lamha aankahin ansoo say bhari hain jab sunami aaya ya duniya main kahin bhi kuch hua then main ioos ko sirf aik khaber kay jaisa liya lakin ab bohat koshish kay baa bhi nahin kuchbhoolta aaj jab main clinic aa rahi thi to jagha jagha releif camps main saman bhara daikha dil bohat bher aayya shayed ansoo bhi aa gaye saath bethi larki nay poochha kya hua aap ko i said kuch nahin agay aaye to bus main say guzertay huey aik Govt school kay bachon ko darakhton kay neechay bethay daikh kay woh sab bachay yaad aaye jin ki ankhon main moun main matti jami daikhi jin ka khoon beh ker khushk ho chuka tha jin ki kitabain water bottles jootay bikhray paray tha bohat takleef dah hai sab........................